Friday, June 17, 2011

Abhi Toh Main Jawan Hoon Lyrics & Video Song

Song Title : Abhi Toh Main Jawan Hoon
Movie / Album : The Killer
Singer : Alisha Chinoy
Music : Sajid - Wajid
Lyrics : Jalees Sherwani





Abhi Toh Main Jawan Hoon Song Lyrics :

Husn laajawab hoon shabab hi shabab hoon - 2
mohabbaton ki shaan hoon aashiqon ki jaan hoon
abhi toh main - 2 jawaan hoon
abhi toh main jawaan hoon - 2
abhi toh main - 2 jawaan hoon

Husn ki jo dhoop hai shiri sa mera roop hai - 2
??? ki tez dhaar hoon ???
laila ke dil ki baat hoon main heer ki zabaan hoon
abhi toh main - 2 jawaan hoon
abhi toh main jawaan hoon - 2
abhi toh main - 2 jawaan hoon

Main jaam hoon bhara huaan main labon ki pyaas hoon - 2
nazar jhuka ke dekh lo main dil ke aas paas hoon
main aashiqon ki aarzoo main ishq ka bayaam hoon
abhi toh main - 2 jawaan hoon
abhi toh main jawaan hoon - 2
abhi toh main - 2 jawaan hoon

Husn laajawab hoon shabab hi shabab hoon - 2
mohabbaton ki shaan hoon aashiqon ki jaan hoon
abhi toh main - 2 jawaan hoon
abhi toh main jawaan hoon - 2
abhi toh main - 2 jawaan hoon
abhi toh main jawaan hoon - 2..

Video :

No comments:

Post a Comment