Here is the lyrics of Piya Kesariyo from upcoming Bollywood Movie Hum Tum Shabana, Starring Tusshar Kapoor, Shreyas Talpade and Minissha Lamba.
Song Title: Piya Kesariyo
Music Director : Jigar, Sachin
Lyricist: Sameer
Singer(s): Anushka Manchandani, Jigar
Piya Kesariyo Lyrics :
Piya…
Kesariya..
Chaand sa usme noor hai
Kabhi suraj sa maghroor hai
Naino mein saare
Jag ka saroor hai
Piya…
Garje bijle sa ang ang
Barse megha sa kum kum
Khuda sa kabhi paas tu
Khuda sa dil mein rahe
Baari mein baari
Sahib ji
Haari mein haari
Naina tujhpe bekhabar
Jiya kesariyo re mahro
Piya kesariyo re mahro
Piya kesariyo re mahro
Kesariyo x 4
Gar tum na aaye toh
Thum sa jayega
Yeh jiya
Gar tum na aaye toh
Thum sa jayega
Yeh jiya
Ishq mein uske tarbadar
Khoke apne hosho khabar
Wohi meri manzil
Aur wohi meri rehguzar
Har dhadkan mein woh
Dhdak dhadak
Mere naino ki woh
Chamak chamak
Ab toh meri rooh bhi
Le gaya woh loot kar
Baari mein baari
Sahib ji
Haari mein haari
Naina tujhpe bekhabar
Jiya kesariyo re mahro
Piya kesariyo re mahro
Piya kesariyo re mahro
Kesariyo x 4
Video :
No comments:
Post a Comment