Song Title : Sawar Gayi
Movie : Saawariya
Music Director : Monty Sharma
Singer(s) : Shreeya Ghoshal
Lyricists : Nusrat Badar
Sawar gayi Song Lyrics :
sawar sawar gayi main, saawariya
kabse khadi main tori atariya - 2
beet na jaaye o raama saari umariyaan, o o sawar sawar gayi main
sawar gaye chaand sitaare dekho, sawar gaye saare nazaarein dekho
dekho gagan pe banake badariyaan, chamaki teri yaadon ki bijuriyaan
song text taken from stlyrics.com
tan ko jalaaye thandi bayariyaan - 2
beet na jaaye o raama saari umariyaan
o o sawar sawar gayi main, saawariya
sawar sawar sawar gayi main......
Video :
No comments:
Post a Comment