Wednesday, June 15, 2011

Kitni Baatein Lyrics & Video Song – Bhindi Baazaar Inc

Movie / Album : Bhindi Baazaar Inc (2011)
Music Director: Sandeep, Surya
Lyricist: Navin Tyagi
Singer(s): Roop Kumar Rathod
Song Title : Kitni Baatein





Kitni Baatein Song Lyrics :

Hoti hai..
Kaisi bhalan bebasi..
Jaana hai..
Maine toh bas ye abhi
Le chali…
Jaane kaha zindagi..
Kitni baatein
Aadhi adhoori
Kitni baatein hain
Jo tumse naa keh paaya main

Mujhe mili..
Wahaan wafaa…
Jahaan saansein hui hai khafa

Mutthi se paani ki
Tarah bahi
Ummedein woh teri
Meri sabhi

Mutthi se paani ki
Tarah bahi
Ummedein woh teri
Meri sabhi

Ab ye manzar hai
Sab banzar hai
Kya zameein kya falak aur kya jaha..

Kitni baatein
Aadhi adhoori
Kitni baatein hain
Jo tumse na keh paaya main

Lamhe woh aankhon se risane lage
Yaadon me sab meri jo the jame

Lamhe woh aankhon se risane lage
Yaadon me sab meri jo the jame

Woh tadapte hain
Mujh se ladte hai
Hashr hoga ye naa tha pataa…

Video :

No comments:

Post a Comment