Movie : Aashiq Banaya Aapne
Music Director : Himesh Reshammiya
Singer(s) : Himesh Reshammiya
Lyricists : Sameer

Aashiq Banaya Aapne Song Lyrics :
Aashiq banaya - 3 aapne - 2
tere bin suni suni hain baahein
teri bin pyaasi pyaasi nigaahein
tere bin bin asar meri aahein - 2
tere bin...
Tere bin lamha lamha sataye
tere bin bekarari jalaaye
tere bin chain mujhko naa aaye - 2
tere bin
Meri nigaaho mein tera chehra rawaa hain
gehre hain armaan jaane ja paagal samaa hain - 2
Apni daayre se toh main chutne lagi hu
tere baajuo mein aake tootne lagi hu -2
tere bin jeena nahi hain gawara
tere bin dil ka nahi hain gujara
tere bin kaun apna sahaara
Aashiq banaya - 3 aapne - 2
Bechainiyo ka faaslo ka silsila hain
dardejigar ka yeh sabab hamko mila hain - 2
Betaabiyo ne hamko chur kar diya hain
pass aane pe majboor kar diya hain - 2
tere bin raat kat ti nahi hain
tere bin pyas mit ti nahi hain
tere bin duri ghat ti nahi hain
Aashiq banaya - 3 aapne - 2.
Video :
Aashiq Banaya Aapne All Songs Lyrics :
No comments:
Post a Comment