Song Name : Koi Aane Wala Hai
Movie/Album: Koi Aane Wala Hai - Strings
Singer(s): Faisal
Music Director(s): Strings (Pakistani Band)
Koi Aane Wala Hai Song Lyrics :
Dharkanain khamosh hain kuch kehti nahin
yeh aakhri alvida na ho
chahatein aankhon se behti raheen
yeh aakhri alvida na ho
Is dard ko dil main dil main rehnay do
jo khauf hai aankhoun say aankhoun say kehnay do
dukh ki nadi chup chaap behnay do
Jo kehna hai tum dheeray say keh do
yeh aakhri alvida na hooo ......
[Aakhri alvida na ho]
Dharkanain khamosh hain kuch kehti nahin
yeh akhri alvida na ho
Sab yaad hain jo bandhay thay bandhan
kajal bindiya hatoun main kangan
mehki rehti thi mehndi
gaata rehta tha sawan
In yadoun ko sapnoun main rehnay do
yeh akhri alvida na hoooo.....
[Aakhri alvida na ho]
Dhadkanain khamosh hain kuch kehti nahin
yeh aakhri alvida na hoo..ooo
Chahatein aankhon say behti raheen
yeh aakhri alvida na ho
yeh aakhri alvida na ho.
Video :
No comments:
Post a Comment