Friday, May 13, 2011

Jeena Kya Tere Bina Song Lyrics & Video

Song Name : Jeena Kya Tere Bina  
Movie/Album : Kya Love Story Hai 
Music Director :  Pritam Chakraborty 
Singer(s) : Zubin Garg
Lyricists : Sameer

Kya Love Story Hai

Jeena Kya Tere Bina Song Lyrics :

Jeena kya tere bina, marna bhi hoga gunha
Abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha hua main - 2
Dhundu nishaan - 4 main tera

Kyun, kyun shaam se pathara gayi aankhein meri
Yun mujhse juda kyun hai pata manzil teri- 2
Raatein raatein hai khafa, subah kab degi shifaah
Abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha hua main

Dil, dil ka makaan viraan hai, sunsaan hain
inn deewaarogar se roshani anjaan hain- 2
Haan aisa pehli dafa dil ko yeh lage laga
Abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha hua main
Jeena kya tere bina, marna bhi hoga gunha
Abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha hua main
Dundu nishaan - 4 main tera.

Jeena Kya Tere Bina Video Song :

No comments:

Post a Comment